Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRam Laxman
HomeRam Laxman
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaa aaaaaa aaaaaa lal lal laaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa lal lal laaaa saathi tere naam ek din jeevan kar jaayenge saathi tere naam ek din jeevan kar jaayenge jeevan kar jaayenge tu hai mera khuda tu naa karna dagaa tum bin mar jaayenge aaaaaaa tum bin mar jaayenge saathi tere naam ek din jeevan kar jaayenge jeevan kar jaayenge poojtaa hoon tujhe peepal ki tarah pyaar tera mera ganga jal ki tarah dharti ambar mein tu dil ke mander mein tu phool pathar mein tu aur samandar mein tu tu hai mera khuda tu naa karna dagaa tum bin mar jaayenge tum bin mar jaayenge saathi tere naam ek din jeevan kar jaayenge jeevan kar jaayenge aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa khushbuon ki tarah tu mehkti rahe bulbulon ki tarah tu chehkti rahe dil ke har taar se aa rahi hai sadaa tu salaamat rahe bas yahi hai duaa tu hai mera khuda tu naa karna dagaa tum bin mar jaayenge tum bin mar jaayenge saathi tere naam ek din jeevan kar jaayenge jeevan kar jaayenge tu hai mera khuda tu naa karna dagaa tum bin
ju juju ju ju juu ju juju ju ju juuuu ju juju ju ju juu ju jujuuuuuu ju juju ju ju juu ju juju ju ju juuuu ju juju ju ju juu ju jujuuuuuuu sabse nirala rangeela dilwala main jhonka matwala pyaar ka nazren mila lun to apna bana lun dil jeet lun yaar kaa ju juju ju ju juuuu khilti huyi kali tu sholon mein hai dhali tu khabon ke saaye mein hai tu pali ye roop jaise shabnam ye hoor se nahin kam ye mastiyon ki sargam mann chali barf se bhi uthne laga dhuan ho ya ke husn ka ye gulsitaa saya ho angaar kaa sabse nirala rangeela dilwala main jhonka matwala pyaar ka nazren milalun to apna bana lun dil jeet lun yaar kaa ju juju ju ju juuuu paas aa haseena sunle kahin koi na baat hai raaz ki tera na koi saani tu ek hi hai jaani apne andaaz ki paas aa haseena sunle kahin koi na baat hai raaz ki tera na koi saani tu ek hi hai jaani apne andaz ki is dhadkate dil ko kubul hai tu hi ek nayab phool hai husn ke guljar ka sabse nirala rangeela dilwala main jhonka matwala pyaar ka
aaj humare dil mein aaj humare dil mein ajab ye uljhan hai gaane baithe gaana saamne samdhan hai hum kuchh aaj sunaaye ye unka bhi mann hai gaane baithe gaana saamne samdhan hai kaanon ki baaliyaan chaand suraj lage hoo kaanon ki baaliyaan chaand suraj lage ye banaras ki saadi khoob saje raaz ki baat bataaye haan raaz ki baat bataaye samdhi ji ghayal hai aaj bhi jab samdhan ki khanakti paayal hai honthon ki ye hansi aankhon ki ye hayaa hmm honthon ki ye hansi aankhon ki ye hayaa itni maasoom to hoti hai bas duwaa raaz ki baat bataaye haan raaz ki baat bataaye samdhi khushkismat hai laxmi hai samdhan ji jinse ghar jannat hai aaj humare dil mein ajab ye uljhan hai saamne samdhi ji gaa rahi samdhan hai humko jo hai nibhaana wo naazuk bandhan hai saamne samdhi ji gaa rahi samdhan hai meri chhaya hai jo aapke ghar chali meri chhaya hai jo aapke ghar chali sapna ban ke meri palkon mein hai pali raaz ki baat bataaye hooo raaz ki baat bataaye ye punji jeevan ki shobha aaj
sultaanaaaaa sultaana sultaana mera naam hai sultaana sultaana sultaana mera naam hai sultaana mere husn ka har andaaz mastaana mere husn ka har andaaz mastaana main pariyon ki raani meri chadti jawaani jo bhi dekhe ho jaaye deewaana sultaana sultaana mera naam hai sultaana mere husn ka har andaaz mastaana main chaal chalun to hirni ruk jaaye angdaayi loon to bijli sharmaaye main chaal chalun to hirni ruk jaaye angdaayi loon to bijli sharmaaye haan main shokh kali hoon chanchal titli hoon main shokh kali chanchal titli har koi deta hai dil nazrana sultaana sultaana mera naam hai sultaana sultaana sultaana mera naam hai sultaana mere husn ka har andaaz mastaana masoom samjh ke dore mat daalo dil se jaaoge are o dil waalo masoom samjh ke dore mat daalo dil se jaaoge are o dil waalo haan main aaj yahaan hoon kal jaane kahaan hoon main aaj yahaan kal jaane kahaan banjaaron ka kab koi thikaana sultaana sultaana mera naam hai sultaana sultaana sultaana mera naam hai
aa ha ha hmm hmm hmm la la laa la la laa sun sajna mera mann tere liye pyaasa tha pyaasa hai pyaasa hi rahega sun sajni mera mann geet tere gaata tha gaata hai gaata hi rahega door door tak phaili raahen jin par do deewaane aaj chale hain armanon ki nagri basaane chhod chali duniya peechhe man pyaar mein ab akhiyaan meeche khoya hi rahega shaam se lekar rang sinduri teri maang saja doon kahe mera man in charnon mein sab kuchh luta doon meet mile jisko tujhsa khushboo se bhara har pal uska mehka hi rahega beete huye janam ka apna kuchh naata hai hamdam chaah jinhen rehti hai woh hi milte hain sanam aaj mile hum meet jo hum har baar humaara milan yahan hota hi rahega la la la la la la la la la hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm la la la la la la la hmm hmm hmm hmm la la la la la la la
sunle meri laila mera fasaana tune banaaya hai mujhko diwaana shamma tu main parvaana jaane jaana meri jaana jaane jaana meri jaana sunle meri laila mera fasaana tune banaaya hai mujhko diwaana shamma tu main parvaana jaane jaana meri jaana jaane jaana meri jaana itna kissa hai mera hai itna fasaana dil ki lay pe main gaaun tera hi taraana itna kissa hai mera hai itna fasaana dil ki lay pe main gaaun tera hi taraana jab se jhalak dekhi teri main ho gaya mastaana sunle meri laila mera fasaana tune banaaya hai mujhko diwaana shamma tu main parvaana jaane jaana meri jaana jaane jaana meri jaana mujhpe ehsaan hai tera is mehfil mein aana aakar meri mehfil ki raunak badhana mujhpe ehsaan hai tera is mehfil mein aana aakar meri mehfil ki raunak badhana mera dil gaya meri jaan gayi ab tu chali na jaana sunle meri laila mera fasaana tune banaaya hai mujhko diwaana shamma tu main parvaana jaane jaana meri jaana jaane jaana meri jaana
sunoji dulhan ek baat sunoji apne naye parivar se miloji tumhe milayen sab se aaj suno sunaye sab ke raaz haye tumhe milayen sab se aaj suno sunaye sab ke raaz pehle dulhan tum inse miloji ghar ke mukhiya tumhare sasurji jinke sar pe sukhon ka taaj dekho zara inka andaaz haan jinke sar pe sukhon ka taaj dekho zara inka andaaz rampur ka waasi hoon main ram kishan hai naam seedhi sadhi boli meri seedha sadha kaam ho jo bhi chahaa maine ho rab se woh paaya maine hoo rampur ka waasi hoon main ram kishan hai naam des bides ghumkar aaya main bhayi ho mehak gaon ki mittee ki naa bisrayi wahi gud chana dudh nashte mein bhaye ho chhuri aur kante se khana na aaye itne par bhiiii hoo itne par bhi hai nayi technikon ko pyaar se seekha maine rampur ka waasi hoon main ram kishan hai naam seedhi sadhi boli meri seedha sadha kaam aao dulhan ab inse miloji yeh hain tumhari sasu maji ghar mein chalta inka raaz inka khaas hai ek andaaz haye ghar mein chalta inka raaz inka khaas hai
tere jaisa koi khoobsurat nahin tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin yeh mera chhota sa jahaan aisa swarg hai kahaan mera chhota sa jahaan aisa swarg hai kahaan tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin sooraj chaand taare gagan ke jaise roshni dene chamke yun hi teri bindiya ke dam se meri duniya din raat damke tere hansne se achchha muhurat nahin tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin main bhi aaj yeh maanta hoon kal tak jo yeh duniya thi kehti jag mein har safal aadmi ke peechhe ek aurat hai rehti munh chhupane ki koi zaroorat nahin tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin kitna mujhe tujhpe yakeen hai humdam tujhe kehna hai mushkil itna tujhe kehta hoon bas main tujh bin zinda rehna hai mushkil nainon mein bin tere koi moorat nahin ho tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin yeh mera chhota sa jahaan aisa swarg hai kahaan mera chhota
jasa jivaat jiv ghutmal tas pirticha vadhtay bal tujhya tondala tond maz mila ha ga an he baghun dushman jala var dhagala laagli kal paani themb themb gala dhagala laagli kal paani themb themb gala var dhagala laagli kal paani themb themb gala chal ga raani gauya gaani firuya pakhrasang ramacha paryat gar gar varyat angala bhidu de ang he jawa tuz an maz jul paani themb themb gala sunder mukhda sonyacha tukda kuthe ha gheun java kai bai aprit jhal ya iprit sashala bil kuni dava majhya padraat padlay khul paani themb themb gala jamin aapli unhan tapli laal laal jhaliya maati karuya kaam an galuya gham chala pikvu manikmoti eka varshat hoel til paani themb themb gala shivar fultay toryat dultay jhokat nachtoy dhotra turicha shenga lavtyat dhenga laplay bhuimug bhitra madhi vatana bagh valval paani themb themb gala zadavar bulbul boltyat gulgul varadtiya kokila chimani jhurte ugich raghu mainevarti khula mor landorisang khel paani themb themb gala thuithui nachte
wah wah ramji jodi kya banaai bhaiya aur bhabhi ko badhaai ho badhaai sab rasmon se badi hai jag mein dil se dil ki sagaai aapki kripa se ye shubh ghadi aayee jiji aur jija ko badhaai ho badhaai sab rasmon se badi hai jag mein dil se dil ki sagaai wah wah ramji wah wah ramji wah wah ramji mere bhaiya jo chup baithe hain dekho bhabhi ye kaise ainthe hain aise bade hi bhale hain aise bade hi bhale hain maana thode manchale hain par aap ke siva kahin bhi na phisle hain dekho dekho khud pe jiji itraai bhaiya aur bhabhi ko badhaai ho badhaai sab rasmon se badi hai jag mein dil se dil ki sagaai wah wah ramji arre wah wah ramji wah wah ramji suno jijaji aji aapke liye meri jiji ne bade tap hain kiye mandiron mein kiye phere mandiron mein kiye phere pooja saanjh sawere teen lok taintees devon ko ye rahi ghere jaisi maine maangi thi waisi bhabhi paai jiji aur jija ko badhaai ho badhaai sab rasmon se badi hai jag mein dil se dil ki sagaai wah wah ramji arre wah wah ramji wah
ye to sach hai ke bhagwaan hai hai magar phir bhi anjaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai hai magar phir bhi anjaan hai dharti pe roop maa baap ka uss vidhaata ki pehchaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai janm daata hai jo naam jinse mila thaam kar jinki ungali hai bachapan chala o o oo oo oo oo kaandhe par baith ke jinke dekha jahaan gyaan jinse mila kya bura kya bhala kitne upkaar hai kya kahein ye bataana na aasaan hai dharti pe roop maa baap ka uss vidhaata ki pehchaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai janm deti hai jo maa jise jag kahe apni santaan mein praan jiske rahe o o oo oo oo oo loriyaan honthon par sapne bunti nazar neend jo waar de hans ke har dukh sahe mamta ke roop mein hain prabhoo aap se paaya vardaan hai dharti pe roop maa baap ka uss vidhaata ki pehchaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai aapke khwaab hum aaj hokar jawaan uss param shakti se karte hain praarthana o o oo oo oo oo inki chhaaya rahe rehti duniyaa talak ek pal reh sake hum na
gaon galiyon phoolon kaliyon gaur se suno gaon galiyon phoolon kaliyon gaur se suno yeh hai meri dulhan tum inse milo yeh hai meri dulhan tum inse milo mast bahaaro shokh nazaaro gaate panchhiyo are mast bahaaro shokh nazaaro gaate panchhiyo yeh hai meri dulhan tum inse milo yeh hai meri dulhan tum inse milo haan yeh hai meri dulhan tum inse milo yeh hai meri dulhan tum inse milo aa aaaa aaaa aa aaaa aaaa aa aa aaaa aaaa na geet na prem ki raagini hoon phir bhi main tumhaari sajan sangini hoon paaras ho tum devta mere man ke tumne chhua to main kanchan bani hoon o ghar aangan jagmag darpan mere saathiyo o ghar aangan jagmag darpan mere saathiyo haan ye mere wo hain tum inse milo haan ye mere wo hain tum inse milo haan ye hai meri dulhan tum inse milo yeh hai meri dulhan tum inse milo zameen pe mera khaab tumne utaara hua roop lo ek mera tumhaara ise dekh kar aise lagta hai jaise mujhe khoya bachpan mila phir dobaara billi bandar sher bhaalu cheete haathiyo are
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Saathi Tere Naam Ustadi Ustad Se (1981) 04:07 15559
 
Poster of Ustadi Ustad Se (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Dalip Tahil
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Ranjeeta
Duration : 04:07   Song Number : 15559   

Sabse Nirala Agent Vinod (1977) 06:51 32763
 
Poster of Agent Vinod (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Mahendra Sandhu
Duration : 06:51   Song Number : 32763   

Samdhi Samdhan Hum Aapke Hain Koun (1994) 05:46 12360
 
Poster of Hum Aapke Hain Koun (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Alok Nath, Reema Laagu
Duration : 05:46   Song Number : 12360   

Sultaana Sultaana Mera Naam Tarana (1979) 03:35 12514
 
Poster of Tarana (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Usha Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ranjeeta, Others
Duration : 03:35   Song Number : 12514   

Sun Sajna Mera Mann Tere Liye (Part-I) Sun Sajna (1982) 04:01 37625
 
Poster of Sun Sajna (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ravinder Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Ranjeeta Kaur
Duration : 04:01   Song Number : 37625   

Sunle Meri Laila Sun Meri Laila (1983) 05:17 39824
 
Poster of Sun Meri Laila (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Mahendra Dehalavi
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Deepika (Chikhaliya)
Duration : 05:17   Song Number : 39824   

Sunoji Dulhan Ek Baat Sunoji Hum Saath Saath Hain (1999) 12:15 32834
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 12:15   Song Number : 32834   

Tere Jaisa Koi Khoobsurat Nahin Bezubaan (1982) 04:51 36729
 
Poster of Bezubaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ravinder Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Reena Roy
Duration : 04:51   Song Number : 36729   

Var Dhagala Lagli Kala Bot Lavin Tithe Gudgulya (1978) 05:09 39913
 
Poster of Bot Lavin Tithe Gudgulya (1978)
 
Category
Marathi
Year- 
1978
Lyricist
Dada Kondke
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Dada Kondke, Usha Chavan
Duration : 05:09   Song Number : 39913   

Wah Wah Ramji Hum Aapke Hain Koun (1994) 04:20 21404
 
Poster of Hum Aapke Hain Koun (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Salman Khan, Madhuri Dixit
Duration : 04:20   Song Number : 21404   

Ye To Sach Hai Ke Bhagwaan Hai Hum Saath Saath Hain (1999) 06:49 11885
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 06:49   Song Number : 11885   

Yeh Hai Meri Dulhan Tum Inse Milo Bezubaan (1982) 05:14 39856
 
Poster of Bezubaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ravinder Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Reena Roy
Duration : 05:14   Song Number : 39856   
Karaoke Songs of ram laxman, Sad Songs of ram laxman, Love Songs of ram laxman, Dance Songs of ram laxman, Hip-hop songs of ram laxman, Best songs of ram laxman, Super hit songs of ram laxman, hit songs of ram laxman, duet songs of ram laxman, solo songs of ram laxman, old songs of ram laxman, famous songs of ram laxman, Hindi Karaoke Songs of ram laxman, Hindi Sad Songs of ram laxman, Hindi Love Songs of ram laxman, Hindi Dance Songs of ram laxman, Hindi Hip-hop songs of ram laxman, best Hindi songs of ram laxman, super hit Hindi songs of ram laxman, hit Hindi songs of ram laxman, duet Hindi songs of ram laxman, solo Hindi songs of ram laxman, old Hindi songs of ram laxman, famous Hindi songs of ram laxman, Sing Along Songs of ram laxman, Sing Along Sad Songs of ram laxman, Sing Along Love Songs of ram laxman, Sing Along Dance Songs of ram laxman, Sing Along Hip-hop songs of ram laxman, Sing Along Best songs of ram laxman, Sing Along Super hit songs of ram laxman, Sing Along hit songs of ram laxman, Sing Along duet songs of ram laxman, Sing Along solo songs of ram laxman, Sing Along old songs of ram laxman, Sing Along famous songs of ram laxman